Android kya hai android ki hindi me jankari
Android kya hai
android is a
type of operating system developed by
google for mobile phone.
Android ko
2007 me google ne develop kiya tha ajkal android ka use mobile aur tablet e me kafhi
kiya ja rha hai .
Jab koi
mobile buy karne jate hai to vo android mobile mangte hai .but iske bare me
bahut kam logo ko pta hota hai .
Android ek operating system hai jo ki hardwere aur user ke beech me hota hai .
Apne
computer me windows name to suna hoga jaise ki windows 7,8,9,10 etc ye sabhi computer me use hone wale operating
system hai .
Thik usi
tarah mobile phone ke liye android ek
operating system hai.ye famous bhe hai kyoki ise use karna easy hai.
Android famous hai kyoki yah duniya ki sabse badi company google ka hai. Aur ise google ki
id jaise ki gmail dwara hi use kiya jata hai.sabhi android device me google
search ,youtube,gmail,google drive,ke saath hi aate hai aur ye sabhi app google
ki ek hi ID dwara chalte hai.
Android
phone ko hi smartphone kahte hai.
Android playstore me lakho aap upload hai isi ki vajah se android ka use jyada
popular ho gya hai.
Android version kya hai
Google
company mobile nhi banati hai ye android operating system ko manage karti hai
aur usme time ke sath new feature add karti hai ye new feature ko version ya update kahte hai.
Agar apko
android ke sabhi version ke name janana hai
To ye list
dekhiye is list me pahle se lekar last version tak ke name hai.
1. Cupcake
donut
Éclair
Froya
Gingerbread
Honeycomb
Ice cream sandwich
Jelly bean
Kitka
.Lollipop
Marshmallow
Ye name read karne ke baad apke mind me ek question aya hoga
ki android ne sabhi version name ABCD
alphabet se chlte aa rhe hai aur android
ne sabhi name me kisi na kisi na kisi sweet cheej ka use kiya hai.
Agar apko android mobile se related aur kuch question karna
ho to comment me likh sakte ho.
No comments